logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444

शायरी तो हमें आती ही नह ये तो उस बेवफा को

जब भी देखते है तो दिल से युही अल्फाज निकल जाते है

Armaano Ka Machalna To Dil Ki Aadat Hai
Unme Rang Bharne Ki Har Kisi Ko Izazat Hai
Lafzon Mein Sanwarti Dhadkano Mein Basti
Yeh Ishq Bhi Ek Ajab Shararat Hai

पागल नहीँ थे हम जो तेरी हर बात मानते थे.

बस तेरी खुशी से ज्यादा कुछ अच्छा ही नहीँ लगता था..!!

उसे किस्मत समझ कर सीने से लगाया था

भूल गए थे के किस्मत बदलते देर नहीं लगती…!!!

Dil Nahi Lagta Aap ko Dekhe Bina

Dil Nahi Lagta Aap ke Bare Me Soche Bina

Aankhe Bhar Aati hai Yeh Soch kar

Kis Haal Me Hoge Aap Hamare Bina

Paro mein noor hai udan mein hararat hai
Lahu hawa mein kisi subah ki sahadat hai,

Kisi ka pyar mujhe na der tak rok saka
Mere badan mein hawa ki koi khayalat hai,

Fiza mein dhuni huyi ruyi ke jaire mile
Kahan kahan mere ehsas ki komlata hai,

Safed barf ke khargosh gud gudane lage
Latif sardiyo mein narm narm garmi hai.


Koi hume pyar kare aisa koi pyar nahi milta;
Zindagi bhar saat nibhaye aisa koi yaar nahi milta;
Dil mein hai umang kisi se pyar karneki,
Magar koi hume jii bharke pyar kare aisa koi dildar nahi milta!!

Chand Taare Toh Na La Sakunga, Main Tere Liye Magar Aakhiri Sans Bhi Meri Tere Naam Hai

Tune Boond Se Bana Diya Hai Sagar Mujhko Tere Pyar Ko, Mere Hamdam, Mera Salaam Hai

मेरी ख़ुशी की परवाह ना कर तुझसे तो मुहब्बत है मुझे

तू मेरे बिना रह पर खुश रह तेरी ख़ुशी से मतलब है मुझे

Kaash wo pal sang bitaaye na hote,
Jinako yaad kar aaj ye aansu aaye na hote,
Is tarah door jana hi tha,
To itani gahraai se dil me samaaye na hote

Mein dil ban ke tujh mein dhadkungi
teri saanso mein ban ke khushboo mehkungi
ik baar yaqin toh karle mujh pe ae yaar
tera har dard har zakhm mein apna samajh ke sehlungi

आहिस्ता चल जिंदगी अभी कई कर्ज चुकाना बाकी है

कुछ दर्द मिटाना बाकी है कुछ फर्ज निभाना बाकी है

Tumhe Jaroor Koi Chaahton Se Dekhega
Magar Voh Aankhein Humari Kahan Se Layega


Rulana Har Kisi Ko Ata Ha
Hasana Har Kisi Ko Ata Ha
Rula K Jo Mana Le Wo Sacha Yar Ha
Or Jo Rula K Khud B Aansu Bahaye
” Wo Sacha Pyar Ha ”

Sham suraj ko dhalna sikhati hai

Shama parwane ko jalana sikhati hai

Girne wale ko hoti to hai takleef

Par thokar hi insaan ko chalna sikhati hai

Dum tod rahy parinde ko pani tak na diya gaya

Aur ab wo parinde ko bewafa kah rahay hain


Nasha aisa chhaya, teri aashiki ka
Hua dil diwana, teri sadgi ka
Ye aankhe jhuki si, ye sharimilipan
Badan chandni sa, aur ye pairahan
Ajab sa sama hai, teri dilkashi ka
Nasha aisa chhaya teri aashiqi ka
Tu khamosh hai, ek tasvir jaise
lage aise tu, meri takdir jaise
Diya hai mere dil ki tu raushni ka
Nasha aisa chhaya teri aashiki ka
Teri ek jhalak ne diwana banaya
Hame khud se bhi begana banaya
Chhaya hai mere dil pe jadu ye bekhudi ka<

उनके देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़

वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है

सात समन्दर पर भी तुमसे मिलने को आऊगा

अगर वहां भी नहीं मिलीं तो वहीं पर मर जाऊंगा

Tune mere jeevan se door har gum kar diya,

Sangharsh se bhari samasyaon ko bahut door kar diya,

Sargam bani hai mere liye teri awaaz,

Isliye maine mere sur se tere sur ka san

Load More
Top