logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444

Kitna aur dard dega bas itna bata de

Aisa kar maalik ab meri hasti mita de

Yun ghut ghut ke jina maut se badtar hai

Kbhi na khule aankhe tu aisi neend sula de

हमसफ़र होता कोई तो बाँट लेते दूरियाँ

राह चलते लोग क्या समझें मेरी मजबूरियाँ


Ek kasak dil ki dil main dabi rah gayi
Zindagi main tumhari kami rah gayi
In honto par to hansi hi hansi hai
Par aankho main todi si nami rah gayi
Jin sapno ko kabhi dekha tha humne
Woh zindagi wahi par thami rah gayi
Ek kasak dil ki dil main dabi rah gayi
Zindagi main tumhari kami rah gayi...

Aise bhi hai duniya mai jinhe gam nahi hota
Aek hum hai hamara gam kabhi kam nahi hota

मोहब्बत ज़िन्दगी बदल देती है

मिल जाए तब भी ना मिले तब भी

Apki yad to ek anmol phool hai

Hum apko bhul jayen ye apki bhul hai

Koi hume yad kare na kare gila nahi

Hum apno ko nahi bhulte ye hmara usool hai

Jo Beet Gaya Hai Wo Daur Ab Na Aayega
Is Dil Mein Tere Siva Koi Aur Na Ayega
Tu Sath Na De Mera, Chalna Mujhe Aata Hai
Har Aag Se Waqif Hun Jalna Mujhe Aata Hai.

जिन्हेँ गुस्सा आता है वो लोग सच्चे होते है.. मैँने झुठोँ कोअक्सर मुस्कुराते हुए देखा है...

कट गया पेड़, मगर ताल्लुक की बात थी

बैठे रहे ज़मीन पर वो परिंदे रात भर

जिनका मिलना नहीं होता किस्मत में

उनकी यादें कसम से कमाल की होती है


Waqt to hume bhul chuka hai,
Muqaddar bhi na bhula de,
Pyaar hum isiliye nahi karte,
Kyonki darte hain koi hume phir se na rula de..

शिकस्त पर शिकस्त दिये जा रही है ज़िन्दगी

जाने किस राह लिये जा रही है ज़िन्दगी

Janta Hoon Aik Aese Shakhs Ko Mein Bhi Munir;
Gham Se Pathar Ho Geya Lekin Kabhi Roya Nahin

जीवन को केवल पीछे देखकर समझा जा सकता है

लेकिन इसे आगे की तरफ जीना चाहिए

Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai;
Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai;
Kuch Log Ankhon Se Dard Baha Detay Hain;
Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chupa Hota Hai

Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
Kismat har kisi par maherban nahi hoti…

अच्छा हुआ तूने ठुकरा दिया मुझे

प्यार चाहिए था तेरा एहसान नही

जहा हर बार अपनी बातो पर सफाई देनी पड़ जाए.

वो रिश्ते कभी गहरे नही होते ..!!

तुमने कहा था आँख भर के देख लिया करो मुझे

मगर अब आँख भर आती है तुम नजर नही आते हो

बहुत ज़ालिम हो तुम भी मुहब्बत ऐसे करते हो

जैसे घर के पिंजरे में परिंदा पाल रखा हो

Load More
Top