logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444

Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara
Aap Ki Saanso Se Hai Nata Humara
Bhool Kar Bhi Kabhi Bhool Na Jana
Aap Ki Yaado Ke Sahare Hai Jina Humara.

Mujh Me Kya Hai Jo Mujhe Yaad Kare Ga Koi

A d0st

Ache Achon Ko Yahan Log Bhool Jate Hain

Kash K Aisa Bhi Hua Hota Meri Kami Ne Tujhe B Udaas Kiya Hota

Lot Aate Ek Pal Me Tere Paas Tere Labo Ne Mera Naam To Liya Hota

खुद मुशकुराती हो और हमको रुलाती हो

क्यों निगाहे मिलकर, इस दिल को तडपाती हो

खफा नहीं हूँ तुझसे ए जिंदगी

बस जरा दिल लगा बैठा हूँ इन उदासियों से

पागल नहीं थे हम जो तेरी हर बात मानते थे,
बस तेरी खुशी से ज्यादा कुछ अच्छा ही नही लगता था..!!

Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The…
Ujale Me Bhi Shor Machaya Karte The…
Usi Diye Ne Jala Diya Mere Hatho Ko
Jis Diye Ko Hum Hawa se Bachaya Karte The…

Hai Nisf E Shub Wo Dewana Abhe Tak Ghar Nahe Pahuncha,

Kisi Say Chandni Ratoon Ka Qisa Chirr Gaya Ho Ga

टूटी फूटी कश्ती और एक खुश्क समंदर देखा था

कल रात मैने झांक के शायद अपने अंदर देखा था !

I don t have blue eyes

but I sure can hypnotise

मैं तुमसे अब दिल लगा तो बैठा हूं ......
अब ज़िन्दगी कट जाएगी मोहब्बत का इज़हार करने में !

तू मोहब्बत है मेरी इसीलिए दूर है मुझसे

अगर जिद होती तो शाम तक बाहों में होती

Aksar Ye Ehsas Hota Hai Mujhy

Tumhein Koi Ehsas Nahiin Mera

Apne hotho pe sajana chaahta hu,
Aa main tujhe gungunana chaahta hu,
Aakhiri hichki tere daaman me aaye,
Maut bhi main aashikana chaahta hu.

हमें भी आते है अंदाज़ दिल तोड़ने के

हर दिल में ख़ुदा बसता है यही सोचकर चुप हूँ मैं

Karam Itna Ho Khuda Ki

Oh Dil Ki Baat Aankho Se Samjh Jaate

Rah rah kar apki yaad aati he,
sms na aane ki wajah satati he,
sochte rahe hum jarur koi gam he,
ya ab aapke dil me hamare liye jagah kam he.?

Hum Bikhrate Hain Andhere Ki Tarah
Dard Badhta Hai Roshni Ki Tarah

Dil Mein Rehkar Nazar Nahi Aate
Aise Kaante Kahan Niklate Hain

Wo Badal Gya Par Dil Ko Yakeen Na Hua,
Wo Itni Dur Ho Gya Jitna Kbhi Mere Kareeb Na Hua,
Kya Khub Wafao Ka Sila Mila H ‘Kumar’ Tuzhe,
Is Tarah To Rutha Kbhi Tera Naseeb Na Hua.

Load More
Top