logo

Whatsapp Number: +91-90416-06444

Yad Me Teri Anhe Bharta Hai Koi

Har Sans K Sath Tujhe Yad Karta Hai Koi

Maut To Sachai Hai Ani Hai

Lekin Teri Yad Me Har Roz Marta Hai Koi

Dil ne tera pyar per majbur mujh ko kardiya
Is jaha ki har khushi se dur mujh ko kardiya
Jis qadar chaha tha dil ne pass tere aane ko
Is qadar dunya ne tujh ko mujh se dur kardiya..

जहा हर बार अपनी बातो पर सफाई देनी पड़ जाए.

वो रिश्ते कभी गहरे नही होते ..!!

काश वो भी बेचैन होकर कह दे मेँ भी तन्हा हूँ

तेरे बिन तेरी तरह तेरी कसम तेरे लिए

jo aap se behad pyar karta ho
who kisi baat per ruth jaye ...
••••••Toh••••••
usey bina ego ya attitude ke
mana
lena chaye galti kisi ki bhi ho
••••••qki••••••
mohabbat zyda der roth jaye
to duriya aajati hai...!!

नाराज़ क्यों होते हो यार चले जायेंगे तेरी महफ़िल से

जहाँ कोई जान के अनजान हो जाए वहाँ हम रुका करते भी नहीं!

-Tum Bhool Jao Gy Is tarah Se

Yaqeen Mano , Yaqeen Nahi Aata

Kyun Khayaal Nahin Rehta Humko Unka,
Wo To Bas Har Pal Hamari Yaad Karti Hai,
Jab Bhi Jaati Hai Kisi Mandir Ya Masjid Mein,
Sabse Pehle Hamari Salamati Ki Dua Karti Hai..

Kabhi hum pe wo jan diya karte the

Jo hum kehte the wo maan liya karte the

Aaj pas se anjaan banke guzar gaye

Jo dur se hume pehchan liya kerte the

Hame To Mila Wafaa-E-Gham Mohabbat Me Aap Ki
Na Jane Hue Kitne Gunaah Ibadat Mein Aap Ki

yun to tere jaane ke baad Bhi jee lenge hum

Fark sirf itna Ab tak tere saath jeete the

Tab Teri yaado ke shaare jee lenge hum

Vo Ek Hi Chehra To Nahi Saare Jahan Mein
Jo Door Hai Voh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata

Majbooriyon Ko Hum Palkon Mein Chhupa Lete Hain;
Hum Kahan Rote Hain Bas Yeh Halaat Rula Dete Hain;
Hum To Har Pal Yaad Karte Hain Sirf Aapko;
Aur Woh Hi Hum Par Yaad Na Karne Ka Ilzam Laga Dete Hain

ये आईने ना दे सकेंगे तुझे, तेरे हुस्न की खबर
कभी मेरी आँखों से आकर पूछ, के कितनी हसीन है तू..!

Ye jo PYAR ki pehli nazar hoti hai

Isay boohat door ki khabar hoti hai

Jab chalna nahi aata tha

Tab girne nahi dete the log

Jab se sabhala hai kud ko

Kadam kadam par girane ki Sochte hai log

दुश्मन भी दुआ देते हैं मेरी फितरत ऐसी है

दोस्त ही दगा देते हैं मेरी किस्मत ऐसी है

er kasz

Loki ishq ishq paey karde ne..

assi ishq bazaar vich ja baithe

loki yaar laben nu firde ne

assi labhia yaar gava baithe

Ja Aur Koi Zabt Ki Duniya Talash Kar;
Ai Ishq Hum To Ab Tere Kaabil Nahi Rahe

Koi Naraz Hai Humse Ke Hum Kuch Likhte Nahi;
Kahan Se Layein Lafz Jab Wo Milte Nahi;
Dard Ki Zuban Hoti To Bata Dete;
Woh Zakhm Kaise Bataye Jo Dikhte Nahi

Load More
Top