Humse Kya Ho Saka Mohabbat Mein
Khair Tumne To Bewafai Ki
Kisi din teri Nazro se dur ho Jayege hum
Dur fizao mein kahi kho Jayege hum
Meri Yaado se Lipat kar Rone Aaogi tum
Jab Jameen ko odh k so Jayenge hum
Dil ko adat si ho gayi hai chot khane ki
Bhingi palkon ke sang muskurane ki
Kash anjaam hum pehle se jaan jaate
To koshish na karte dil lagane ki
Yaad aaye jo tum humko abhi Dil mein hui hulchul tabhi
Lafzon ko tham liya zubaan ne haye Kehna hai kuchh tumse par fir kabhi
Dil Ka Dard Jab Panno Par Aa Jata Hai
Ek Aansu B Dariya Ban Jata Hai
Dil K Tutne Ki Aawaz Bhi Nahi
Aur Sara Dard GAZAL Ban Jata Hai
Woh Poochta hi raha har falsafe ke mayne
Zindagiii bahut samajhdar hai,
Sab kuch loot liye us katil nigah ne,
Aastin uski abhi bhi be daag hai..
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,
Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta,
Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai,
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta..
Teri Dosti Ne Diya Sakun Itna;
Ki Tere Baad Koi Bhi Accha Na Lage;
Tujhe Karni Ho Bewafai To Iss Ada Se Karna;
Ki Tere Baad Koi Bhi Bewafa Na Lage
BEKHOUF MUSKURAATE HAIN
GULAAB KAANTON KE SAAYE MEIN
KUCH AAISSE BI SHAKKS HAIN
JINHEIN PHOOLON SE SHIKAAYAT HAI..
Sanso ka pinjra kisi din toot jayega,
Phir musafi kisi raah me choot jayega,
Abhi sath hai to do baaten karlo,
Kya pata kab mukaddar humse ruth jayega...
Pyar tha mujhe usi se Uski Chahat me main tadapta raha Maut bhi
meri mohabbat ko rok na saki Kabr me bhi ye dil dhadakta raha
jo aap se behad pyar karta ho
who kisi baat per ruth jaye ...
••••••Toh••••••
usey bina ego ya attitude ke
mana
lena chaye galti kisi ki bhi ho
••••••qki••••••
mohabbat zyda der roth jaye
to duriya aajati hai...!!
Jam-E-Sharab Hardum Chalkta Gayaa
Tarz-E-Tapaak Main Sharabi Pita Gayaa
Teri aankhon se bahut pyar karte hain ‘Avinash’
Hamse nafrat hai fir bhi teri aankhon pe marte hain ‘Avinash’
Bewafai ki hai tumne ye malum hai ‘Avinash’ ko
Teri galiyon main na rakhenge kadam, bas yahi sochte hai ‘Avinash’
Mujhe manjur hai teri bewafai aur judai bhi
Judai kya hai judai ko pairo tale rakhte hain ‘Avinash’
Bewafai ki hai tumne mere sath
Bewafao ko bhi dua dete rahe hain ‘Avinash’
Dekh le aake kabhi kis tarah ji raha hoon yahan
Jakham diye hai tune tere jakhmo ko sah rahe hain ‘Avinash’
Matlab rakhne walon se sada hi door rahenge ab
Teri muskan main matlab ki boo mahkate rahe hain ‘Avinash’
Kya-Kya na sitam sahe hain tere pyar main
Bewafa jan kar bhi tere liye tadapte rahe hain.
Ek lamha jo baar baar satata hai Na jaane yeh dil kya chahta hai
Kaash aap hote hamari nazron ke saamne Par yeh kaash kaash hi reh jata hai
Asi kDe SHATRANJ nHi kheD de
kYunKi dusHmaN di Sade aaGe baThan di auKaad nhi
tE yaaRan aaGe aSi chaaLa nHi Chla krDe
Mere KHUN me ubal vo aaj bhi KHANDANI hai
DUNIYA hamare SAUKH ki nahi hamare TEVAR ki diwani hai
Woh Diya Hoon Jo Mohabat Ne Jalaya Tha Kabhi
Gham Ki Andhi Ne Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh Ko..
Phir Kisi Yaad Ne Raat Bhar Hy Jagaya Mujh Ko,
Kya Saza Di Hy Mohabat Ne Khudaya Mujh Ko...
** Isi Karz Ko Ada Krne K Wasty Hum Saari Raat Nahi Sote K Shayad Koi Jaag Raha Ho Is Duniya Main Humare Liye .. !! 😔
Kitne Masroof Ho Gaye Hain Kuch Yaar
Purane.......
Mulaqat Na Sahi Yaad Karna Bhi Gawaara Nhi
Karte...........!!